Tag Archives: hindi love shayari images
Kel aapki life main

Lamha lamha waqt gujar jaayega,
Chand lamho me daaman choot jaayega,
Abhi waqt hai chand baate kar lo hamse,
Phir kya pata kal aapki jindagi me koi aur shaamil ho jayega.
Pyar se pyar mat kero

Tum tab tak pyaar se pyaar mat karo ki ,
Pyaar tumse pyaar na kare ,,
Pyaar ko itna pyaar karo ki ,
Pyaar kisi aur se pyaar na kare ?
~~ Read this Shayari in Hindi font~~